Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main kyun naa nachoon aaj kaho ji mera jeeya lehraaya jaate jaate koi mere paas laut aaya main kyun naa nachoon aaj kaho ji mera jeeya lehraaya jaate jaate koi mere paas laut aaya main kyun naa nachoon aaj kaho ji aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaj khoob jhoomungi main koi nahin roke koi nahin roke anhonee baat dekho rahi aaj hoke rahi aaj hoke ek door ke rehne waale ne lo ek door ke rehne waale ne lo mujhko aaj apnaaya jaate jaate koi mere paas laut aaya main kyun naa nachoon aaj kaho ji aaaaa aaaaaa aaaaa meri zindgaani kar di jisne suhaani jisne suhaani meri sabha mein wo baithe badi meharbaani badi meharbaani lo baat meri ban gayi suno ji lo baat meri ban gayi suno ji maine kisi ko paaya jaate jaate koi mere paas laut aaya main kyun naa nachoon aaj kaho ji aaaaa aaaaaaa aaaaaaa ab to yahaan roz hongi pyaari mulaqaatein pyaari mulaqaatein kisi ke sang hongi meri meethi meethi baatein meethi meethi baatein ek pardesi ne suno achanak ek pardesi ne suno achanak mujhpe
oo ho ho ho ho ho main laila ka majnu shirin ka farhaad main hoon sabse pahle are sab hain mere baad mainnn azaad mainnn azaad main laila ka majnu shirin ka farhaad main hoon sabse pahle are sab hain mere baad mainnn azaad mainnn azaad pahle bano nishaana phir tum teer chalana thaam ke apne dil ko phir tum saamne aana are pahle bano nishaana phir tum teer chalana thaam ke apne dil ko phir tum saamne aana tum jaise dekhe hain maine bade saiyaad main laila ka majnu shirin ka farhaad mainnn azaad mainnn azaad mujhse bach ke rahna baat bigad jaayegi saari raat qasam se tumko neend nahin aayegi are mujhse bach ke rahna baat bigad jaayegi saari raat qasam se tumko neend nahin aayegi bhool na paaogi tum main aaunga yaad main laila ka majnu shirin ka farhaad mainnn azaad mainnn azaad inn aankhon ke raste dil mein bas jaaunga tum naagin to main sapera tumko dans jaaunga are inn aankhon ke raste dil mein bas jaaunga tum naagin to main sapera tumko dans jaaunga ab karti ho
main main main main cartoon main main main main cartoon baj raha hai baar baar dil ka telephone main main main main cartoon aaja dil ke hotalon mein ghoom le zaraa aaaaa pyaar ki bahaar le ke jhoom le zaraa aaaaa hamko to khilaayiye ji taaza halva sooon main main main main cartoon main main main main cartoon baj raha hai baar baar dil ka telephone main main main main cartoon aaj is zameen pe to apna raaj hai aahhaaaaa topi isko mat kaho ji sar pe taaj hai ohhooooooooo yuun chamak raha hoon main toh jaise koyi moon main main main main cartoon main main main main cartoon baj raha hai baar baar dil ka telephone main main main main cartoon
man ki baat bataaun main man ki baat bataaun kya kya baat uthat man more kya kya baat uthat man more sab keh kar samjhaaun main man ki baat bataaun phool banun phool banun phoolan ang mehakun bansi bankar gaaun param puneet prabhaat banun main jaagun aur jagaaun nipat suhaani dhoop banun main jaagun aur jagaaun main man ki baat bataaun jaag banun aakaash sajaaun taare roz jalaaun lahar banun pal pal lahraaun baadal ban jag chhaaun lahar banun pal pal lahraaun baadal ban jag chhaaun tu baadal ka roop bane main chaatak roop dhar aaun tu baadal ka roop bane main chaatak roop dhar aaun sookha pyaasa khet banun main sookha pyaasa khet banun main pal pal tujhe bulaaun main man ki baat bataaun main man ki baat bataaun meetha geet banun jharne ka nit nit sunat suhaaun meetha geet banun jharne ka nit nit sunat suhaaun aasha ka sapna bankar aasha ka sapna bankar man toote jod dikhaaun main man ki baat bataaun main man ki baat bataaun
hoshiyaar are khabar daar mere ko mat rokna main ja raha hoon are koi taan tabla de oi naal seth ji main jaa raha hoon main marne chala hoon are ab rokne se kya faayda jab chidiyaan chug gai khet main marne chala hoon main marne chala hoon main marne chala hoon main marne chala hoon main marne chala hoon ae husn teri khatir ae husn teri khatir ae husn teri khatir main marne chala hoon main marne chala hoon main marne chala hoon ye maut bhi darwaja hai milne ka meri jaan ye maut bhi darwaja hai milne ka meri jaan mar kar bhi jiya karta hai ho kar amar insaan mar kar bhi jiya karta hai ho kar amar insaan majnu ki kasam raanjhe ki kasam mirza ki kasam are mere mama ji ki kasam dada ji ki kasam kaka ji ki kasam are padam ji ki kasam main marne chala hoon main marne chala hoon main marne chala hoon ae husn teri khatir main marne chala hoon main marne chala hoon atka hua armaan dil e masoom se nikle atka hua armaan dil e masoom se nikle ashiq ka janaaza hai badi dhoom se
ho main na milungi nazar hata lo main na milungi nazar hata lo hmm hansegi meri paayal dil waalo are hansegi meri paayal dil waalo ho main na milungi nazar hata lo are hansegi meri paayal dil waalo kaahe pe aye eee eeee jhule ho are bemausam hmm hmm hmm hmm phoole ho aaye ho kya kuchh pee ke kyun tumko suroor itna hai raam hi jaane tumko kaahe pe guroor itna hai main na milungi nazar hata lo main na milungi nazar hata lo are hansegi meri paayal dil waalo ho hansegi meri paayal dil waalo dil ke ho hooo oooo sunn kaale are bante ho hooo oooo dil waale door se dekho mujhko yaa sang mere ab jhumon baitho meri raahon mein yaa mere kadam ko chumon main na milungi nazar hata lo main na milungi nazar hata lo hmm hansegi meri paayal dil waalo are hansegi meri paayal
main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi inn rasmon ko inn kasmon ko inn rishte naaton ko main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulungi main naa bhulunga inn rasmon ko inn kasmon ko inn rishte naaton ko main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi oooooooooo oooooooooo oooooo oooooo oooooo ooooo chalo jag ko bhulen hoo chalo jag ko bhulen khayaalon mein jhulennnn bahaaron mein dole bahaaron mein dole sitaaron ko chhoo leeen aa teri main maang sanwaarun tu dulhan ban jaa maang se jo dulhan ka rishta main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi samay ki dhaara mein hooo samay ki dhaara mein umr beh jaani hainnnnn jo ghadi jee lenge jo ghadi jee lenge wohi reh jaani haiiiii main ban jaaun saans aa apni tu jeevan ban jaa jeevan se saanson ka rishtaa main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main
main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya o piya dole re dole jiyaa dil ka qaraar liya haaye re haaye kya kiyaa o piya dole re dole jiyaa dil ka qaraar liya haaye re haaye kya kiyaa main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya aajaa re aaankhon mein chhaa jaa re dil ko hansa jaa re apna bana jaa re aajaa re aaankhon mein chhaa jaa re dil ko hansa jaa re apna bana jaa re main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya kya mila pyaar ka mujhe sila dil ka naa phool khilaa tujhse hai mera gila kya mila pyaar ka mujhe sila dil ka naa phool khilaa tujhse hai mera gila main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya
zaahid sharaab peene de masjid mein baith kar yaa wo jagaah bata de jahaan par khuda na hoo oo hoo mujhko yaaron maaf karna main nashe mein hoon mujhko yaaron maaf karna main nashe mein hoon ab to mumkin hai behkana main nashe mein hoon mujhko yaaron maaf karna main nashe mein hoon kal ki yaaden mit rahi hain dard bhi hai kam ab zara aaram se aa jaa raha hai dam are aa jaa raha hai dam kam hai ab dil ka tadapna main nashe mein hoon ab to mumkin hai behkana main nashe mein hoon mujhko yaaron maaf karna main nashe mein hoon dhal chuki hai raat kab ki uth gayi mehfil main kahaan jaaun nahin koi meri manzil nahin koi meri manzil do kadam mushkil hai chalna main nashe mein hoon mujhko yaaron maaf karna main nashe mein hoon hai zara si baat aur chhalke hain kuchh pyaale par na jaane kya kahenge ye jahaan waale kahenge ye jahaan waale tum bas itna yaad rakhna main nashe mein hoon ab to mumkin hai behkana main nashe mein hoon mujhko yaaron maaf karna main nashe mein hoon
main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise lut gaye hosh to phir hosh mein aaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise main nigaahein chhaa rahi thi teri mehki hui zulfon ki ghata teri aankhon ne teri aankhon ne pilaadi to main peeta hi gaya tauba tauba tauba tauba tauba tauba wo nasha hai ke bataaoon kaise main nigaahein shokh nazren ye sharaarat se na baaz aayengi kabhi ruthengi kabhi ruthengi kabhi milke palat jaayengi tujh se nibh jaayegi nibh jaayegi tujh se nibh jaayegi main inse nibhaaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise lut gaye hosh to phir hosh mein aaoon kaise main nigaahein tere chehre se hataaoon kaise main nigaahein
main nikla o gaddi leke o ho ho ho o ho ho ho ho aa ha ha ha aa haa haa haa haa main nikla o gaddi leke raste par o sadak mein ik mod aaya main uthe dil chhod aaya ik mod aaya main uthe dil chhod aaya rab jaane kab gujara amritsar kab jaane lahor aaya main uthe dil chhod aaya ik mod aaya main uthe dil chhod aaya us mod pe wo mutiyaar mili us mod pe wo mutiyaar mili jat yamla pagal ho gaya uski julfon ki chhaunw mein main bistar daal ke so gaya jab jaaga main bhaaga sab phatak sab signal main tod aaya main uthe dil chhod aaya ik mod aaya main uthe dil chhod aaya bas ek nazar usko dekha bas ek nazar usko dekha dil mein uski tasveer lagi kya naam tha uska rab jaane mujh ko ranjhe ki heer lagi maine dekha ik sapna sang uske naam apna main jod aaya main uthe dil chhod aaya ik mod aaya main uthe dil chhod aaya ho o o o ho o o o ho o o ho o o ho o o ho o o haa aa haa haa ho ho ho ho aa aa aa aa o sharma ke wo yun simat gayi sharma ke wo yun simat gayi jaise wo neend se
main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re paglepan ki peer wo jaane bichhade jiska meet re main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re main paagal kahe ye duniyaa main deewana din ko dekhun sapne deewani duniyaa kya jaane deewani duniyaa kya jaane ye sapne hain apne ye sapne hain apne ghaayal mann ki hansi udaaye ye duniyaa ki reet re main paagal chhupi huyi meri kaaya mein raakh kisi parwaane ki chhupi huyi meri kaaya mein raakh kisi parwaane ki ye mera dukhiyaa jeevan hai hoonk kisi deewaane ki mann ke toote taar bajaa kar gaaun apne geet re main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re main paagal
o madam o madam come come come come come come har baat meri ulti har ghaat meri ulti har baat meri ulti har ghaat meri ulti tum theek hi kehti ho madam main paagal hoon ha hoo main paagal hoon hey hey main paagal hoon jag nafrat ka vyopaari aur main hoon prem pujaari sach kehti hai duniya meri akal gayi hai maari jag nafrat ka vyopaari aur main hoon prem pujaari sach kehti hai duniya meri akal gayi hai maari pujaari more mandar mein aao pujaari more mandar mein aao aao aao sita phal khao main mail chaahun mann ka main phool number one ka tum theek hi kehti ho madam haaye kehti ho madam hoye kehti ho madam main paagal hoon haa haa main paagal hoon yu yu main paagal hoon main tumko paana chahun dil mein bithlaana chahun is nafrat ke sukhe jangal mein chaman khilaana chahun main tumko paana chahun dil mein bithlaana chahun is nafrat ke sukhe jangal mein chaman khilaana chahun hoye prem nagar mein banaaungi ghar main taj ke sab sansaar prem nagar mein banaaungi ghar
main pal do pal ka shaayar hoon pal do pal meri kahani hai pal do pal meri hasti hai pal do pal meri jawani hai main pal do pal ka shaayar hoon pal do pal meri kahani hai pal do pal meri hasti hai pal do pal meri jawani hai main pal do pal ka shaayar hoon mujhse pehle kitne shaayar aaye aur aakar chale gayeeee kuchh aahein bhar kar laut gaye kuchh nagmen gaa kar chale gayeee woh bhi ek pal ka kissa the main bhi ek pal ka kissa hoon kal tumse juda ho jaoonga wo aaj tumhara hissa hoon main pal do pal ka shaayar hoon pal do pal meri kahani hai pal do pal meri hasti hai pal do pal meri jawani hai main pal do pal ka shaayar hoon kal aur aayenge nagamon ki khilti kaliyan chunne waale mujhse behtar kehne waale tumse behtar sunane waale kal koi mujhko yaad kare kyun koi mujhko yaad kare masroof zamana mere liye kyun waqt apna barbaad kare main pal do pal ka shaayar hoon pal do pal meri kahani hai pal do pal meri hasti hai pal do pal meri jawani hai main pal do pal ka
main panchhi aazaad main panchhi aazaad mera kahin door thikaana re main panchi aazaad mera kahin door thikaana re uss duniya ke baag mein mera uss duniya ke baag mein mera aana jaana re jeevan ke parabhaat mein aaun jeevan ke parabhaat mein aaun saanjh dhale saanjh dhale to main udd jaaun saanjh dhale to main udd jaaun bandhan mein jo mujhko baandhe bandhan mein jo mujhko baandhe woh dua na de woh dua na de main panchhi aazaad main panchhi aazaad mera kahin door thikaana re dil mein kisi ki yaad jab aaye aankhon mein masti lehraaye aankhon mein masti lehraaye janam janam kaa mera kisi se janam janam kaa mera kisi se pyaar puraana re pyaar puraana re main panchhi aazaad main panchhi aazaad mera kahin door thikaana re uss duniya ke baag mein mera uss duniya ke baag mein mera aana jaana re
main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya are masti bhari aankhon se do jaam chura laaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya masti meri aankhon ne botal se nahin li hai saaki se nahin maangi chullu se nahin pee hai behosh nahin phir bhi main hosh ganwaa aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya jeena kise kehte hain jee kar bhi nahin samjha jeena kise kehte hain jee kar bhi nahin samjha peene ka mazaa kya hai pee kar bhi nahin samjha pyaala mere honthon tak aa kar bhi nahin aaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya apne hi khayalon ko maikhaana banaya hai apne hi khayalon ko maikhaana banaya hai toote huye ik dil se paimana banaya hai saawan ki ghataaon ko aankhon mein chhupa laaya main pee ke nahin aaya main pee ke nahin aaya
main piya teri tu maane yaa naa maane duniyaa jaane tu jaane yaa naa jaane kaahe ko bajaaye tu meethi meethi taane main piya teri tu maane yaa naa maane murli ki lai ne dil mera chheena taar jagaaye dil ke taar jagaaye raag bikhere jab tere dil ne raag uthaaye maine raag uthaaye mitne naa doongi ye pyaar ke taraane main piya teri tu maane yaa naa maane duniyaa jaane tu jaane yaa naa jaane kaahe ko bajaaye tu meethi meethi taane main piya teri tu maane yaa naa maane preet ki dori tum sang baandhi tum sang baandhi saiyaan tum sang baandhi bujhne naa doongi preet ka deepak kitni bhi aaye saiyaan duniyaa ki aandhi main nahin badli ye badle zamaane main piya teri tu maane yaa naa maane duniyaa jaane tu jaane yaa naa jaane kaahe ko bajaaye tu meethi meethi taane main piya teri tu maane yaa naa maane
hohoho hooooo oo oo oo kaun ho tum main hahaha main punjabi hindustani main punjabi hindustani main punjabi hindustani meri chaal badi mastaani jaisa mere gaanv ka paani aisi shehron ki sharaab nahin mere desh ka jawaab nahin mere desh ka jawaab nahin koi doosra punjab nahin mere desh ka jawaab nahin mere desh ka jawaab nahin mere paas nahin hai paisa phir bhi kaun hai mere jaisa mere paas nahin hai paisa phir bhi kaun hai mere jaisa main logon ka dil behlaun bhangda nachun tappe gaaun gaana bajaana mera dhanda main hoon ek mamuli banda koi raaja ya nawaab nahin mere desh ka jawaab nahin mere desh ka jawaab nahin mere desh ki ek nishani ye mohabbat aur jawani mere desh ki ek nishani pyaar mohabbat aur jawaani panghat pe lagte hain mele par mere din raat akele taqdeeron ka mara hoon main kyunki abhi kunwara hoon main mere ghum ka hisaab nahin mere desh ka jawaab nahin mere desh ka jawaab nahin hoooo oye kudiye kya naam hai tera shehron mein kya kaam hai tera hoye
aa aa ha ha ha ha ha ha aa aa ha ha ha main pyaar ka deewana sabse mujhe ulfat hai har phool mera dil hai aur dil mein muhobbat hai main pyaar ka deewana sabse mujhe ulfat hai har phool mera dil hai aur dil mein muhobbat hai main pyaar ka deewana ghabra ke khija gujri aur daur naya aaya insaan ke jeevan mein ik rang naya laya seene mein nayi hulchul seene mein nayi hulchul chehre pe bhi rangat hai main pyaar ka deewana sabse mujhe ulfat hai har phool mera dil hai aur dil mein muhobbat hai main pyaar ka deewana aa aa ha aa la la la la la la la ha ha ho ho sunta hoon main lahron se sangeet baharon ke dum lene ko rukta hoon saaye mein chanaron ke kaante ho ke angare kaante ho ke angare chalna meri aadat hai main pyaar ka deewana sabse mujhe ulfat hai har phool mera dil hai aur dil mein muhobbat hai main pyaar ka deewana aa aa ha ha ha ha ha ha aa aa ha ha ha
main pyaar ka raahi hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thehar jaaun tum ek musaafir ho kab chhod ke chal doge ye soch ke ghabraaun main pyaar ka raahi hoon tere bin jee lage na akele ho sake to mujhe saath lele naazni tu nahin ja sakegi chhod kar zindagi ke jhamele naazni naazni tu nahin ja sakegi chhod kar zindagi ke jhamele jab bhi chhaye ghata yaad karna zara saat rangon ki umr kahaani main pyaar ka raahi hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thehar jaaun tum ek musaafir ho kab chhod ke chal doge ye soch ke ghabraaun main pyaar ka raahi hoon pyaar ki bijliyaan muskuraaye dekhiye aap par gir na jaaye dil kahe dekhta hi rahoon mein saamne baith kar ye adaayein haai dil kahe dil kahe dekhta hi rahoon mein saamne baith kar ye adaayein na main hoon nazni na main hoon mahaazbi aap ki hi nazar hai diwaani main pyaar ka raahi hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thehar jaaun tum ek musaafir ho kab chhod ke chal doge ye soch ke ghabraaun main pyaar ka raahi hoon
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Kyun Naa Nachoon Paigham (1959) 03:59 37659
 
Poster of Paigham (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kavi Pardeep
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:59   Song Number : 37659   

Main Laila Ka Majnu Azaad (1978) 06:11 18436
 
Poster of Azaad (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 06:11   Song Number : 18436   

Main Main Cartoon Mr Cartoon M A (1958) 03:27 40739
 
Poster of Mr Cartoon M A (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shyama, Johnny Walker
Duration : 03:27   Song Number : 40739   

Main Man Ki Baat Bataaun Dharti Mata (1938) 03:25 40699
 
Poster of Dharti Mata (1938)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1938
Lyricist
Pandit Sudarshan
Music Director- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:25   Song Number : 40699   

Main Marne Chala Hoon Gunahon Ka Devta (1967) 05:57 39423
 
Poster of Gunahon Ka Devta (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 05:57   Song Number : 39423   

Main Na Milungi Pyar Ka Mausam (1969) 03:37 14009
 
Poster of Pyar Ka Mausam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 03:37   Song Number : 14009   

Main Naa Bhulunga Roti Kapada Aur Makaan (1974) 07:19 14084
 
Poster of Roti Kapada Aur Makaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Zeenat Aman
Duration : 07:19   Song Number : 14084   

Main Naa Jaanun Ashiana (1952) 04:00 12742
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 04:00   Song Number : 12742   

Main Nashe Mein Hoon Main Nashe Mein Hoon (1959) 04:36 11813
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 04:36   Song Number : 11813   

Main Nigaahein Tere Chehre Se Aap Ki Parchhaiyan (1964) 03:18 20861
 
Poster of Aap Ki Parchhaiyan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:18   Song Number : 20861   

Main Nikla O Gaddi Leke Gadar (Ek Prem Katha) (2001) 05:27 16741
 
Poster of Gadar (Ek Prem Katha) (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Uttam Singh
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Sunny Deol
Duration : 05:27   Song Number : 16741   

Main Paagal Mera Ashiana (1952) 03:36 12743
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Kedar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:36   Song Number : 12743   

Main Pagal Hoon Girl Friend (1960) 03:21 40819
 
Poster of Girl Friend (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:21   Song Number : 40819   

Main Pal Do Pal Ka Shaayar Kabhi Kabhie (1976) 03:18 20862
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:18   Song Number : 20862   

Main Panchhi Aazaad Tadbir (1945) 02:44 40745
 
Poster of Tadbir (1945)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1945
Lyricist
Swami Ramanand
Music Director- 
Lal Mohammad
Singer- 
K L Saigal
Duration : 02:44   Song Number : 40745   

Main Pee Ke Nahin Aaya Kavi (1954) 03:14 15611
 
Poster of Kavi (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:14   Song Number : 15611   

Main Piya Teri Basant Bahar (1956) 03:44 12859
 
Poster of Basant Bahar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:44   Song Number : 12859   

Main Punjabi Hindustani Baat Ban Jaye (1986) 06:18 37656
 
Poster of Baat Ban Jaye (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 06:18   Song Number : 37656   

Main Pyaar Ka Deewana Ayee Milan Ki Bela (1964) 03:28 20863
 
Poster of Ayee Milan Ki Bela (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:28   Song Number : 20863   

Main Pyaar Ka Raahi Ek Musafir Ek Hasina (1962) 03:27 20864
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhana
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:27   Song Number : 20864